Janam Janam Ka Saath Hai-Lata Mangeshkar/Mohammed Rafi
语种 : 纯音乐
时长 : 04:01
暂无资源。
Loading...
TXT Janam Janam Ka Saath Hai-Lata Mangeshkar/Mohammed Rafi 文本歌词
Janam Janam Ka Saath Hai - Lata Mangeshkar/Mohammed Rafi
Written by:Jugal Kishore Tilakraj
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Jab se ghoome dharti sooraj chaand sitare
Ho o
Jab se ghoome dharti sooraj chaand sitare
Tab se meri nigahein samjhein tere ishare
Roop badal kar saajan
Maine phir se tumhein pukara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Paaar ke pankh laga ke door kahin ud jaayein
Ho o
Paaar ke pankh laga ke door kahin ud jaayein
Jahaan hawayein gham ki
Hum tak pahunch na paayein
Kushiyon ki kushbu se mehke
Ghar sansar hamara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Tumhara hamara
Tumhara hamara
Janam Janam Ka Saath Hai-Lata Mangeshkar/Mohammed Rafi 推荐歌曲
The Legend Forever - Lata Mangeshkar - Vol.2专辑下载
(2012-07-10)