Kya Haar Gaye Kya Jeet Gaye-Peenaz Masani
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Kya Haar Gaye Kya Jeet Gaye-Peenaz Masani 文本歌词
Kya Haar Gaye Kya Jeet Gaye - Peenaz Masani
Written by:Madhurani Thakur
Kya jamane the
Jab tum the hamare bas me
Tumse taza thi mohabbat ki purani rasme
Wo saare jamane beet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Wo saare jamane beet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya iski kare fariyaad koi
O chain se tum barbad koi
Kya iski kare fariyaad koi
O chain se tum barbad koi
Iski bhi shikayat kaun kare
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kuch door kisi ne sath diya
Kya kam hai yahi ehsaan uska
Kuch door kisi ne sath diya
Kya kam hai yahi ehsaan uska
Yaade bhi mili ansu bhi mile
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Shayad sab kuch afsana tha
Wo pyar bhi khwab suhana tha
Shayad sab kuch afsana tha
Wo pyar bhi khwab suhana tha
Soche bhi to dil ab kya soche
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kyu pyaar bhara dil tod diya
Kyu mod pe aake chhod diya
Kyu pyaar bhara dil tod diya
Kyu mod pe aake chhod diya
Koi ye jara unse puche
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Wo saare jamane beet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya haar gaye kya jeet gaye
Kya Haar Gaye Kya Jeet Gaye-Peenaz Masani 推荐歌曲
Mohabbat Ke Saagar专辑下载
(2008-10-03)