Aise Na Dekho-A.R. Rahman
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Aise Na Dekho-A.R. Rahman 文本歌词
Aise Na Dekho - A.R. Rahman
Written by:A.R. Rahman/Irshad Kamil
Aise na dekho
Aise na dekho
Jaise pehle kabhi dekha hi nahi
Jaise pehle kabhi dekha hi nahi
Aise na dekho
Aise na dekho
Mujhe kuch bhi nahin chaahiye tum se
Na dilaasa na bharosa
Na wah wah na humdardi
Na sapna na sahulat
Aise na dekho
Aise na dekho
Main unn logon ka geet
Jo geet nahin sunte
Patjhar ka pehla patta
Registaan mein khoya aansu
Yaa main guzra waqt nahin milunga
Nahin milunga ye sach ye sach
Aise na dekho
Aise na dekho
Jaise pehle kabhi dekha hi nahi
Jaise pehle kabhi dekha hi nahi
Aise na dekho
Aise na dekho
Aise Na Dekho-A.R. Rahman 推荐歌曲
Raanjhanaa (Original Motion Picture Soundtrack)专辑下载
(2013-05-31)