Dunia Me Ham Aaye Hain-Lata
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Dunia Me Ham Aaye Hain-Lata 文本歌词
Dunia Me Ham Aaye Hain - Lata
Duniya mein hum aaye hain to
Jeena hi padega
Duniya mein hum aaye hain to
Jeena hi padega
Jeevan hain agar zehar to
Peena hi padega
Duniya mein hum aaye hain to
Jeena hi padega
Jeevan hain agar zehar to
Peena hi padega
Gir gir ke musibat mein
Sambhalte hi rahenge
Jal jaaye magar aag pe
Chalte hi rahenge
Gir gir ke musibat mein
Sambhalte hi rahenge
Jal jaaye magar aag pe
Chalte hi rahenge
Ghum jis ne diye
Ghum jis ne diye hain
Wahi ghum door karega
Ghum jis ne diye hain
Wahi ghum door karega
Duniya mein hum aaye hain to
Jeena hi padega
Jeevan hain agar zehar to
Peena hi padega
Aurat hain wo aurat jise
Duniya ki sharam hai
Sansaar mein bas laaj hi
Naari ka dharam hai
Sansaar mein bas laaj hi
Naari ka dharam hai
Zinda hain jo
Zinda hain jo izzat se wo
Izzat se marega
Zinda hain jo izzat se wo
Izzat se marega
Duniya mein hum aaye hain to
Jeena hi padega
Jeevan hain agar zehar to
Peena hi padega
Malik hain tere saath na dar
Ghum se tu aye dil
Mehnat kare insaan to
Kya kaam hai mushkil
Malik hain tere saath na dar
Ghum se tu aye dil
Mehnat kare insaan to
Kya kaam hai mushkil
Jaisa jo karega
Jaisa jo karega
Yahan waisa hi bharega
Jaisa jo karega
Yahan waisa hi bharega
Duniya mein hum aaye hain to
Jeena hi padega
Jeevan hain agar zehar to
Peena hi padega