Adam Aur Eve-Pardhaan

歌手 : Pardhaan
专辑 : Adam Aur Eve
语种 : 纯音乐
时长 : 03:06

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Adam Aur Eve-Pardhaan 文本歌词

Adam Aur Eve - Pardhaan
Written by:Harry Cheema/Pardhaan
Sochne ki baat hai
Mera vartmaan kya hai
Parichay ya Pardhaan
Mera asli naam kya hai
Madad karun ya maangu
Asmanjas mein hun
Samjhdari mere liye ye kaam naya hai
Phir bhi ab yehi karunga
Chhod ke laaparwahi
Ye neend bigaad deti sabkuch khaamkha hi
Main toh haan mein haan hi milayi thi sabki
Lekin mere apno ne hi di mere khilaaf gawahi
Mukadma tha har kisi ka saah dene ka
Sammaan mein kami nahi beshak ho dusre kheme ka
Jinko jinko maine ache samay se milaya
Aaj unke paas nahi waqt mujhe dene ka
Maamuli main par har koi mere liye khaas hai
Abhi bhi mujhe vishwaas par vishwaas hai
Nafraton ko nazarandaaz karke
Puri duniya se dhakke khake phuncha tere paas main
Adam aur Eve ki tarah mujhe bhi fal de fal de
Jab bhi sochun rukne ka
Mere kadam khud b khud chal dein chal dein
Adam aur Eve ki tarah
Adam aur Eve ki tarah mujhe bhi fal de fal de
Jab bhi sochun rukne ka
Mere kadam khud b khud chal dein chal dein
Adam aur Eve ki tarah
Dimag jam chuka zubaan jali padi
Shayri anginat raddi mein hai padi
Hadbadi mein ye sab likh raha hun beshak
Meri mehnat se meri kismat ladi padi
Lekin samjhota karaana mera farz hai
Gale milna ilaaj chahe jaisa bhi marz hai
Yehi toh tarz hai
Sur mile mera tumahara maafi maang lo
Ya kardo maaf kya harz hai
Itni galatfehmiyan le jaoge kaha tum
Ye duniya choti si mujhko paoge har jagah tum
Par kaise bhala tum mujhse bhale banoge
Usko chori kehte jisko samjhte ho kala tum
Chalo chhodo chugalkhoro ki baat ko
Aaj nahi toh kal sudhar jayenge haalat toh
Par apko saath dena hoga harpal
Khud aana hoga bhejna na kisi saanp ko
Adam aur Eve ki tarah mujhe bhi fal de fal de
Jab bhi sochun rukne ka
Mere kadam khud b khud chal dein
Adam aur Eve ki tarah mujhe bhi fal de
Jab bhi sochun rukne ka
Mere kadam khud b khud chal dein
Adam Aur Eve

Adam Aur Eve专辑下载

(2017-01-08)