Kuchh hai jo badle naa-Sunidhi Chauhan/Sharvi Yadav/Sangeet Haldipur/Kshitij Tare/Cast of Frozen 2

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Kuchh hai jo badle naa-Sunidhi Chauhan/Sharvi Yadav/Sangeet Haldipur/Kshitij Tare/Cast of Frozen 2 文本歌词

Kuchh hai jo badle naa - Sunidhi Chauhan (桑妮蒂·乔寒)/Sharvi Yadav/Sangeet Haldipur/Kshitij Tare/Cast of Frozen 2
Lyrics by:Kristen Anderson-Lopez/Robert Lopez
Composed by:Kristen Anderson-Lopez/Robert Lopez
Haa ye hawa kaise badle dekho
Umar ko badhke dekho
Aur baadalon ki raah e badal gayi
Kaddu o ka kad badhta jaaye
Patta patta rang badle haaye
Par kuchh to hai jispe hai ab bhi yakeen
Haan kuchh hai jo badle naa
Jaise haath mein tera haath
Kuch rehta hai pehle saa
Jaise saath mein tera saath
Jaise waada ho jo ki pakka ho
Reh jaaye dil mein yun
Kuchh hai jo badle naa
Jaise saath main aur tu
Pattjhad ka mausam jo aaye
Mujhe apna kal dekho bulaye
To kehdo mere yaar dil mein
Baate hai jo dabi
Kaise kehna hai tum batao na
Anguthi pehna na tum sikha o na
Chhod do apni fikre tum mujhpe sabhi
Haan kuchh hai jo badle naa
Jaise pyaar use karta hoon
Kuchh rehta hai pehle saa
Jaise kitna pyaara tu
Maine thana hai use paana hai
Bolo na kyaa karun thik hai
Kuchh hai jo badlne na
Sven batao use kya kahun
Bechain hawae kyun mujhko yun pukare har pal
Kya kehna chahe kya badal raha hai anewala kal
Hai pal anmol ye hathon se chhute na
Ye rukte hai na roke to is
Palko khul ke jeele aa jara
Hawa ye badalti jaaye or umar sabki badhti jaaye
Ab to hoga wahin jo dil ye chahega
Yaahan kabhi koi na ho kabhi bhi
Na gham ka saaya kahin bhi
Enchanted land ka parcham yun hi lehrayega
Parcham lehrayega parcham lehrayega
Kuchh hai jo badle naa
Ik pal mein badle pal
Kuchh rehta hai pehle saa
Haan dekhenge kal ki kal
Kismat apni badle na kabhi
Chahe badale harsooo
Kuchh hai jo badle naa
Jaise saath main aur tu
Saath main aur tu saath main aur tu
Saath main aur tu
Ha saath main aur tu

Kuchh hai jo badle naa-Sunidhi Chauhan/Sharvi Yadav/Sangeet Haldipur/Kshitij Tare/Cast of Frozen 2 推荐歌曲


Frozen 2 (Hindi Original Motion Picture Soundtrack/Deluxe Edition)

Frozen 2 (Hindi Original Motion Picture Soundtrack/Deluxe Edition)专辑下载

(2019-11-22)