This Time (Alkemia Delicate Radio Mix)-Alkemia
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT This Time (Alkemia Delicate Radio Mix)-Alkemia 文本歌词
Aankh khulti hai aur mera haramipan shuru,
Amreeka se aaya arey mai sabka guru,
Faizan ki dukaan pe Paipsi ka khaata hai,
Bachpan mai humko ek pagal kuttey ne kaata hai,
Talented bhikari bhai, style zara hat k,
Ye saaray local bhikari rehtay mujhse bach k,
Saj dajh k mai jaata hun phir clifton,
Kabhi tou milegi bhai ko bhi paris hilton,
Baap mera bola kuch parh likh k banja,
Magar parha likha sirf punjab woh bhi ganja,
Burgeron se ziada paisa hota meri jaib mai,
In saaray bhikarion ka ek hi tou seth mai,
Ghari ghayab karna mere bayen hath ka khel hai,
Mera favourite player woh chikna Grrr bale hai,
KGS ki chicks ko lekar hojata phir shooo
10 rs bheek deney walay k moon par thoo,
Arey muftay ki sawari, mai hun sab se harami,
Mere level pe sirf ek aur woh hai only zardari,
And my name is International Bhikari,
International Bhikari, International Bhikari Bhikari hun zarur par bachi only burger,
Nafrat hai mujhey in St patricks k bachon se,
Loot k bhaag jatay hain phuttay puranay kachon mai,
Atay jatay meri ye yoon shalwaar kheecha kartay,
Mera bara bhai Ballu, khusron ka shikari,
He is also known as Chinese Bhikari,
Iski special quality iski ye gandi shakal hai,
Choohay jesa jism hai aur moti si aqal hai,
Mere baap ka shehar hai mai halka kiun aaon,
Jahan mera dil karay moot k bhaag jaon,
Oe hath mat laga tu mujhey jaanta nai,
Rajnikant ka beta hun koi maanta nai,
Mai hun James bond ka teacher dekh mere six packs,
Sallu jesi body, khata hun mai kitkat.
Arey muftay ki sawari, mai hun sab se harami,
Mere level pe sirf ek aur woh hai only zardari,
And my name is International Bhikari,
International Bhikari, International Bhikari Babu jee ne kaha ye, Babu jee ne kaha woh,
Makrani babu bola, arey Go, Go, Goooo
Pakistani thark ek la ilaaaj beemari hai,
Zardari ko dekh, hahaha choro woh zardari hai,
Har pakistani chor k moon pe aaj kal daari hai,
Amir bhai salaam, Ssh ghalib film jaari hai,
Memon bhai se milta sirf Baba Jee ka Ghanta,
Aur ziada khatarnaak Lines Area ka karanta,
Ye saaray bachay shayad mujhey jaantay nai,
Par kuttay sirf bhonktay hain kaat tay nai,
Chordiye woh saaray dhanday, jinke anjaam they ganday,
Lekin baap mera hitler baat baat pe partay danday,
Aur Eye to Eye gaanay walay, tujhse ek hi sawaal?
Kiyu gaaya hai ye gaana, kiu rakhay aise baal?
Sar phaar dunga agar tu aagaya mere saamnay,
Amir Bhai sambhaalo, bhai busy zara kaam mai.
Arey muftay ki sawari, mai hun sab se harami,
Mere level pe sirf ek aur woh hai only zardari,
And my name is International Bhikari,
International Bhikari, International Bhikari
This Time (Alkemia Delicate Radio Mix)-Alkemia 推荐歌曲
This Time ( The Radio Edit Ep )专辑下载
(2009-04-29)