Ek Ladki Pyari Pyari-Shaz Khan
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Ek Ladki Pyari Pyari-Shaz Khan 文本歌词
Ek Ladki Pyari Pyari - Shaz Khan
Ek larki pyaari pyaari
Rehty hai meray khayaloon mein
A ek larki pyaari pyaari
Rehty hai meray khayaloon mein
Kya keh doon usko apna
Basti hai jo in ankhoon mein
Ek larki pyaari pyaari
Rehty hai meray khayaloon mein
Kya keh doon usko apna
Basti hai jo in ankhoon mein
Mujsay koe pochay joo
Kya teri lagty hai wo
A mujsay koe pochay jo
Kya teri lagty hai wo
Meri zindagi meri har khushi
Yeh hoga meray jawaaboon mein
A ek larki pyaari pyaari
Rehty hai meray khayaaloon mein
Kya keh doon usko apna
Basti hai jo in ankhoon mein
Mainay chaha hai tumko
Na choro daikhoo hamko
Mainay chaha hai tumko
Na choro daikho hamko
Dil roye ga jaan khoye ga
Mein paaoon kisay saraaboon mein
A ek larki pyaari pyaari
Rehty hai meray khayaaloon mein
Kya keh doon usko apna
Basti hai jo in ankhoon mein
Har pal har din har lamha
Hai jiska mainay socha
A har pal har din har lamha
Hai jiska mainay socha
Meri arzoo meri jostuju
Kya shay hai meri ankhoon mein
A ek larki pyaari pyaari
Rehty hai meray khayaaloon mein
Kya keh doon usko apna
Basti hai jo in ankhoon mein
Kya socha mairay RAB nai
Kya likha hai kismat mein
Kya socha mairay RAB nai
Kya likha hai kismat mein
Jaanoon na mein jaanay na tu
Likha hai kya in haathoon mein
A ek larki pyaari pyaari
Rehty hai meray khayaaloon mein
Kya keh doon usko apna
Basti hai jo in ankhoon mein
Rehty hai meray khayaaloon mein
Ho basti hai jo in ankhoon mein