Suna Hai Maine Yeh Jabse-Nina Mehta/Rajendra Mehta

歌手 : Nina Mehta / Rajendra Mehta
专辑 : Hum Safar
语种 : 纯音乐
时长 : 05:18

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Suna Hai Maine Yeh Jabse-Nina Mehta/Rajendra Mehta 文本歌词

Suna Hai Maine Yeh Jabse - Nina Mehta/Rajendra Mehta
Written by:Govind Prasad
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Tumhara akshq hain har phoolo
Ki roshan nigaaho mein
Ghate aa gayi hain baal khole
Dil ki raaho mein
Hawa hain nashe mein
Paagal huye jaate hain nazare
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Chale aao ke lehra kar
Bahare mushkuraai hain
Tumhari raah mein phoolo ne
Bhi aankhein bichhai hain
Hawae gaa rahi hain chhum kar
Nagmein mohabbat ke
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Ye duniya hain ke sapna hain
Ke sapno ki kahani hain
Na jaane aaj kyun rangat
Zameen ki aasmaani hain
Sunehare hote jaate hain
Tumhari yaad ke saaye
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Suna hai maine yeh jabse ke
Tum ghulshan mein aaoge
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko
Tumhara naam lekar chumata
Phirta hoon phoolo ko

Suna Hai Maine Yeh Jabse-Nina Mehta/Rajendra Mehta 推荐歌曲