Aasmaan Ke Paar (From "Rockford")-Shankar Mahadevan/Shankar Ehsaan Loy
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Aasmaan Ke Paar (From "Rockford")-Shankar Mahadevan/Shankar Ehsaan Loy 文本歌词
Aasmaan Ke Paar - Shankar Ehsaan Loy (尚卡尔-费沃斯-罗伊)/Shankar Mahadevan
Written by:Ehsaan Noorani/Shankar Mahadevan/Loy Mendonsa/Gulzar
Aasmaan ke paar shaayad
Aur koyi aasmaan hoga
Aasmaan ke paar shaayad
Aur koyi aasmaan hoga
Baadalo ke parbato par koyi
Baarish kaam ka hoga
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Kabhi udata huwa
Kabhi mudata huwa
Mera raasta chala o ho ho ho
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Mere pauv ke tale ki
Yeh zamin chal rahi hai
Kahi dhup thandi thandi
Kahi chhaanv jal rahi hai
Is zamin ka aur koyi aasmaan
Hoga hoga aasmaan
Ho aasmaan hoga
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
In lambe raasto par
Sab tej chalate honge
Ho in lambe raasto par
Sab tej chalate honge
Copy ke panno jaise
Yaha din palatate honge
Shaam ko bhi subah
Jaisa kya shama hoga
Hoga kya shama
Kya shama hoga
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Aasmaan ke par shaayad
Aur koyi aasmaan hoga
Aur koyi aasmaan hoga
Badalo ke parbato par koyi
Baarish ka makaan hoga hoga
Ho main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Kabhi udata huwa kabhi mudata huwa
Mera raasta chala o ho ho ho
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Aasmaan Ke Paar (From "Rockford")-Shankar Mahadevan/Shankar Ehsaan Loy 推荐歌曲
Best of SEL专辑下载
(2010-07-20)