Manwa Laage-Shreya Ghoshal/Arijit Singh
《新年行动》印度电影插曲DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Manwa Laage-Shreya Ghoshal/Arijit Singh 文本歌词
Manwa Laage - Shreya Ghoshal/Arijit Singh
Manwa laage o manwa laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le tera hua jiya ka jiya ka jiya ka ye gaanv re
Manwa laage o manwa laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le khela maine jiya ka jiya ka jiya ka
Hai daav re
Musaafir hoon main door ka
Deewana hoon main dhoop ka
Mujhe na bhaye na bhaye na bhaye chaanv re
Manwa laage o manwa laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le tera hua jiya ka jiya ka jiya ka ye gaanv re
Aisi kaisi boli tere naino ne boli
Jaane kyon main doli
Aisa lage teri ho li main tu mera
Mm Tune baat kholi kacche dhaago me piro li
Baaton ki rangoli se na khelun aise holi main
Naa tera
O kisi ka toh hoga hi tu
Kyun na tujhe main hi jeetun
Khule khabon me jeete hain jeete hain baawre
Mann ke dhaage o mann ke dhaage
Dhaage pe saanwre
Dhaage pe saanwre
Hai likha mene tera hi tera hi tera hi to naam re
Ras bundiya nayan piya raas rache
Dil dhad dhad dhadke shor mache
Yun dekh sek sa lag jaaye
Main jal jaaun bas pyaar bache
Aise dore daale kaala jaadu naina kaale
Tere main hawaale hua seene se laga le
Aa main tera
O dono dheeme dheeme jalein
Aaja dono aise milein
Zameen pe laage na tere na mere paanv re
Manva laage manva laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le tera hua jiya ka jiya ka jiya ka ye gaanv re
Rahoon main tere naino ki naino ki
Naino ki hi chaanv re
Le tera hua jiya ka jiya ka jiya ka ye gaanv re
Rahoon main tere naino ki naino ki
Naino ki hi chaanv re
Manwa Laage-Shreya Ghoshal/Arijit Singh 推荐歌曲
Manwa Laage-Shreya Ghoshal/Arijit Singh 推荐歌单
Happy New Year专辑下载
(2014-09-15)