Woh Pehli Baar-Vishal Dadlani/Shiraz/Samrat/Shaan

From "Pyaar Mein Kabhi Kabhi"
歌手 : Vishal Dadlani / Shiraz / Samrat / Shaan
语种 : 纯音乐
时长 : 04:31

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Woh Pehli Baar-Vishal Dadlani/Shiraz/Samrat/Shaan 文本歌词

Woh Pehli Baar - Vishal Dadlani (谢卡尔)/Shiraz/Samrat/Shaan
Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Isne Jaana
Teri Aankhon Mein Jannat Basake Chala
Teri Zulfon Ki Chhaaon Mein Chalta Chala
Tere Neinon Mein Chein Tere Labh Pe Khushi
Tujhko Hi Main Mohabbat Bana Ke Chala
Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Isne Jaana
Teri Aankhon Mein Jannat Basake Chala
Teri Zulfon Ki Chhaaon Mein Chalta Chala
Tere Neinon Mein Chein Tere Labh Pe Khushi
Tujhko Hi Main Mohabbat Bana Ke Chala
Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Ho Gaye Shuru Ye Silsile
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Isne Jaana
Khilti Kaliyon Mein Dhoondhoon Bas Tere Nishaan
Main Na Jaanoon Hai Aakhir Ye Kya Karvaan
Tujhe Dekhoon To Aaye Labh Pe Khushi
Khuda Na Kare Ho Kabhi Dooriyaan
Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Humne Jaana
Ho Gaya Hoon Paagal Ab Tere Liye
Tere Bin Dil Bechara Ye Kaise Jiye
Maine Khoke Hai Chein Paayi Tujh Mein Khushi
Tu Bani Jaanejaana Meri Zindagi
Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Humne Jaana
Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Humne Jaana
Woh Pehli Baar Jab Hum Mile

Woh Pehli Baar-Vishal Dadlani/Shiraz/Samrat/Shaan 推荐歌曲