Namaskar Saptak-Vandana Bhardwaj/Vandna Bhardwaj

语种 : 英语
时长 : 01:52

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Namaskar Saptak-Vandana Bhardwaj/Vandna Bhardwaj 文本歌词

Namaskar Saptak - Vandana Bhardwaj
Written by:Rattan Parsanna/Swami Shri Satyanandji
Kartaa hoon main vandanaa
Nat shir baarambaar
Tujhe dev parmaatman
Mangal shiv shubhkaar
Anjali par mastak kiye
Vinaya bhakti ke saath
Namaskaar meraa tujhe
Hove jag ke naath
Dono kar ko jordh kar
Mastak ghutne tek
Tujh ko ho pranaam mam
Shat shat koti anek
Paap haran mangal karan
Charan sharan kaa dhyaan
Dhaar karoon pranaam main
Tujh ko shakti nidhaan
Bhakti bhaav shubh bhaavnaa
Man men bhar bharpoor
Shraddhaa se tujh ko namoon
Mere ram hazoor
Jyotirmaya jagdeesh he
Tejomaya apaar
Param purush paawan param
Tujh ko ho namaskaar
Satya gyaan aanand ke
Param dhaam Sri Ram
Pulkit ho meraa tujhe
Hove bahu pranaam

Namaskar Saptak-Vandana Bhardwaj/Vandna Bhardwaj 推荐歌曲