Tera Deedar Hua
专辑 : Tu Hi Mera
时长 : 05:47
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Tera Deedar Hua 文本歌词
Tera Deedar Hua - Rahat Fateh Ali Khan
Written by:Anupam Amod/Sanjay Masoomm
Yun tera muskurana
Aur aake chale jaana
Yun tera muskurana
Aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera
Deedar hua
Pehla
Sa pyaar hua
Pehli
Hi baar hua iss dil ko
Naa toh
Inkaar hua
Naa hi
Iqraar hua
Jaane
Kya yaar hua iss dil ko
Yun tera muskurana
Aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera
Deedar hua
Pehla
Sa pyaar hua
Pehli
Hi baar hua iss dil ko
Iss dil ko
Naa toh
Inkaar hua
Naa hi
Iqraar hua
Jaane
Kya yaar hua iss dil ko
Rega ga rega ga raga ga rega ga re
Re ga ra re pa ma ga
Re sa sa sa re sasa re sasa
Pa ma ga ga ra re pa ma ga
Ra se pa ma ga ra re ga
Ga ma pa ma ga re
Ma ga re sa ni pa ma
Maga re sa ni dha pa ma paa
Tujhse mila toh
Jaagi duaayein
Aur nazar ne sajda kiya
Jannat zameen pe
Aayi utar ke khushiyon ne jaise chun sa liya
O tujhse mila toh
Jaagi duaayein aur nazar ne
Sajda kiya
Jannat zameen pe
Aayi utar ke khushiyon ne jaise chun sa liya
Har manzar dilnasheen hai aha
Tu hi tu har kahin hai aha
Oh teri yeh rajaayein toh hai saari qatilana
Tera
Deedar hua
Pehla
Sa pyaar hua
Pehli
Hi baar hua
Iss dil ko
Naa toh
Inkaar hua
Naa hi
Iqraar hua
Jaane
Kya yaar hua
Iss dil ko
Tere bina main
Tanha tha har pal
Honthon pe har dum
Thi tishnagi
Maqsad nahi tha
Sapne nahi thay
Thi zindagi mein aawargi
Tu mera rehnuma hai aha
Manzil hai raasta hai aha
O mere liye tu toh jaise rab ka hai nazrana
Tera
Deedar hua
Pehla
Sa pyaar hua
Pehli
Hi baar hua iss dil ko
Naa toh
Inkaar hua
Naa hi
Iqraar hua
Jaane
Kya yaar hua is dil ko
Yun tera muskurana
Aur aake chale jaana
Yun tera muskurana
Aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera
Deedar hua
Pehla
Sa pyaar hua
Pehli
Hi baar hua iss dil ko
Naa toh
Inkaar hua
Naa hi
Iqraar hua
Jaane
Kya yaar hua iss dil ko