Achha Lagta Hai-Mohit Chauhan
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Achha Lagta Hai-Mohit Chauhan 文本歌词
Achha Lagta Hai - Mohit Chauhan
Jhatak kar zulf jan tum tauliye se
Barishe azaad karti ho
Accha lagta hai
Hila kar honth jab bhi
Haule haule guftgu ko saaz karti ho
Accha lagta hai
Ho khusbo se behlaow na
Seedhe point pe aaona
Ankh mein ankh dal ke kehdo
Khwaboon mein tehlao na
Zaara short mein batlao na
Seedhe point pe aaona
Seedhe point pe aaona
La la la la
La la la la la
La la la la
La la la la la
Alag ehsaas hota hai
Tumhare paas hone ka
Sarakti sarsarahat ki
Nadi mein rehmi lamhe beegone ka
Ho zara sa mod kar gardan jab apni hi ada pe naaz karti ho
Accha lagta hai
Ho lafzon se behlao na
Jhooti muthi behkaon na
Haath ko haathon me lekar
Woh teen shok tabkao na
Zaara short mein batlao na
Seedhe point pe aaona
Seedhe point pe aaona
Woh tere dhyaan ki khusbo
Main sar tak oodh leta hoon
Betakti saans ko teri
Gali mein gungunane chod deta hoon
Ho tum apni khidliyon ko khol kar jab
Bhi naye aagaz karti ho
Accha lagta hai
Ho gali gali gali gali gali gali batkao na
Gali gali batkao na
Senti ho mein jaan gai hoon
Action bhi dikhlao na
Zaara short mein batlao na
O seedhe point pe aaona
O seedhe point pe aaona
O seedhe o seedhe
O seedhe point pe aaona
La la la la
La la la la la
La la la la
La la la la la
La la la la
La la la la la