Mehndi Hai Rachnewali-A. R. Rahman

歌手 : A. R. Rahman
语种 : 纯音乐
时长 : 04:25

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Mehndi Hai Rachnewali-A. R. Rahman 文本歌词

Mehndi Hai Rachnewali - A. R. Rahman (A·R·拉赫曼)
Mehndi Hai Rachnewaali,
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Mehndi Hai Rachnewaali,
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
O Hariyali Banno
Le Jaana Tujhko Guiyyaan
Aane Waale Hai Saiyyaan
Thaamenge Aake Baiyyaan,
Goonjegi Shehnaayi
Angnaayi, Angnaayi
Mehndi Hai Rachnewaali,
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Gaaye Maiya Aur Mausi,
Gaaye Behna Aur Bhabhi
Ke Mehndi Khil Jaaye,
Rang Laaye Hariyaali Banni
Gaaye Phoofi Aur Chaachi,
Gaaye Naani Aur Daadi
Ke Mehndi Mann Bhaaye,
Saj Jaaye Hariyaali Banni
Mehndi Roop Sanwaare,
O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
Hariyaali Banni Ke Aanchal
Mein Utrenge Taarein
Mehndi Hai Rachnewaali,
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Gaaje, Baaje, Baraati, Ghoda,
Gaadi Aur Haathi Ko
Laayenge Saajan Tere Aangan,
Hariyaali Banni
Teri Mehndi Woh Dekhenge
To Apna Dil Rakhdenge Woh
Pairon Mein Tere Chupke Se,
Hariyaali Banni
Mehndi Roop Sanwaare,
O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
Hariyaali Banni Ke Aanchal
Mein Utrenge Taarein
Mehndi Hai Rachnewaali,
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai

Mehndi Hai Rachnewali-A. R. Rahman 推荐歌单