Hua Hain Aaj Pehli Baar-Amaal Mallik

歌手 : Amaal Mallik
语种 : 纯音乐
时长 : 05:09

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Hua Hain Aaj Pehli Baar-Amaal Mallik 文本歌词

Hua Hain Aaj Pehli Baar - Amaal Mallik
Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon
Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon
Ye jaan lekar ke jaa meri
Tumhe jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rab se laaya hoon
Zameen se aasmaan tak hum
Dhoondh aaye jahaan saara
Banaa paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara
Zameen se aasmaan tak hum
Dhoondh aaye jahaan saara
Banaa paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara
Baaton mein teri hain badmashiyan
Sab bewajah ki hain taarifiyaan
Main likh doon aasmaan par ye
Ke padh lega jahaan saara
Huaa na hoga ab koi
Yahan hum do sa dobara
Main duniya bhar ki taarifein
Tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rab se laaya hoon
Rab se laaya hoon rab se laaya hoon
Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roz karta hoon
Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roz karta hoon
Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
Aawara dil ki hai aawariyan
Yeh dil pagal bana baitha
Isey ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re
Hoon khushkismat jo kismat se
Tumhe aise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rab se laaya hoon

Hua Hain Aaj Pehli Baar-Amaal Mallik 推荐歌单