Raabta-Arijit Singh/Nikita Gandhi
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Raabta-Arijit Singh/Nikita Gandhi 文本歌词
Raabta - Arijit Singh (阿里吉特·辛格)/Nikita Gandhi
Tujhse kiya hai dil ne bayan
Kiya nigahon ko zubaan
Waada wafa ka kiya
Tujhse liya khud ko mila
Liya duaaon ka sila
Jeene ka sapna liya
Dil ke makaan mein
Tu mehmaan rahaan rahaan
Aankhon ki zubaan
Kare hai bayan kaha aankaha
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta
Meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya
Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya
Tera nazara mila roshan sitara mila
Taqdeer ka jaise koi ishaara mila
Tera ehsaan lage hai jahan mein khila
Haan khila
Sapno mein mere tera hi nishaan mila
Haan mila
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta
Hadh se zyaada mohabbat hoti hai jo
Kehte hain ke ibaadat hoti hai woh
Qusoor hai ya koi ye fitoor hai
Kyun lage sab kuch andhera hai
Bas yeh hi noor hai
Qusoor hai ya koi ye fitoor hai
Kyun lage sab kuch andhera hai
Bas yeh hi noor hai
Jo bhi hai manzoor hai
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta