Sayaani-亚希塔·沙玛/乔尼塔·甘地/亚什卡·西卡/拉尼·考尔
《印度合伙人》电影插曲DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Sayaani-亚希塔·沙玛/乔尼塔·甘地/亚什卡·西卡/拉尼·考尔 文本歌词
Sayaani (《印度合伙人》电影插曲) - 亚希塔·沙玛/乔尼塔·甘地/亚什卡·西卡/拉尼·考尔
Lyrics by:Kausar Munir
Composed by:Amit Trivedi
Dekho dekho titli badal rahi rang
Hote hote hote hote ho rahi patang
Dekho dekho titli badal rahi rang
Hote hote hote hote ho rahi patang
Nayi nayi si utthe re mann mein umang
Udd udd jaaye haaye sakhiyon ke sang
Laali lagaayi ke
Rangeeli ho gayi
Bindiya sajaayi ke
Chamkeeli ho gayi
Yaani yaani yaani yaani ladki sayaani ho gayi
Haay lagta hai lagta hai ladki sayaani ho gayi
Aur bitiya
Choti ko kas ke aa bandh len teri
Baalon mein tere ab bel lagegi
Behne na denge ab naak ye teri
Chaandi ki iss mein nakel lagegi
Chhootenge kanche ab
Tootenge sheeshe ab
Kal tak thi gul ab gulel lagegi
HoMaati ki gudiya re
Sone ki ho gayi
Jaadoo ki pudhiya re
Tone si ho gayi
Yaani yaani yaani yaani ladki sayaani ho gayi
Haay lagta hai lagta hai ladki sayaani ho gayi
Aaja najar mein basa loon
Aaja najar se bacha loon
Chehre ke sang sang
Qismat bhi chamke
Bitiya ri chham chham
Rani si thumke
Aaja main haldi laga doon
Ho
Laali lagaayi ke
Rangeeli ho gayi
Bindiya sajaayi ke
Chamkeeli ho gayi
Yaani yaani yaani yaani ladki sayaani ho gayi
Haay lagta hai lagta hai ladki sayaani ho gayi
Ladki sayaani ho gayi ji ho gayi
Ladki sayaani
Gudiya sayaani ho gayi ji ho gayi
Gudiya sayaani
Ladki sayaani haye haye sayani
Gudiya sayaani
Ladki sayaani haye haye sayani
Gudiya sayaani
Yaani yaani yaani yaani ladki sayaani ho gayi
Haay lagta hai lagta hai ladki sayaani ho gayi
Sayaani-亚希塔·沙玛/乔尼塔·甘地/亚什卡·西卡/拉尼·考尔 推荐歌曲