Aaina-Swattrex/Shlovij
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Aaina-Swattrex/Shlovij 文本歌词
bhool Baithe Hindi Ko ye bante bechare,
guru kahne wale aaj sir kyon pukare,
galti hamari na tumhari hai yah sabki,
khud Hi khud se khud ki bhasha ko hai mitare...
Hindi ka main premi hindi bhasha alag,
Jag Sara jaane Hindi matrbhasha alag,
hug mat yahan Jaa tu kar khud ko alag,
Nikaalun Hindi jhaanki dekhh iski jhalak...
Aawam kare khand Hindi bhasha ka samapan, saupa gyaapan karke maapan, pesh pahla hai vigyapan,adhyapan ka satyapan hai Jo deta hai nishkasan, Hindi bhasha mein hai pyar, Hindi bhasha mein apnapan..
Shlok wali boli, vaani jaise meri tikshna,
Mai Hindi ka sanrakshak jaise Geeta mein Shri Krishna,
Hast thame jab Kalam to bante Hindi chitra,
Ye jihva,kanthh,hast,mukhh mere hai Hindi Mitra..
Hindi aan, baan, Shan Hindi Meri jaan,vaayu maange jaise deh Hindi mein hai aise praan,Dhyan Mera sabpe Jo nakaare Hindi gyaan, Hind desh ki paidaaish beta baat Meri maan...
bhool Baithe Hindi Ko ye bante bechare,
guru kahne wale aaj sir kyon pukare,
galti hamari na tumhari hai yah sabki,
khud Hi khud se khud ki bhasha ko hai mitare ×2 times
(Hindi sirf ek bhasha nahi hai dosto ye pyar hai Hindustan ka aur is pyar ko banae rakhna hamari jimmedari hai)
Gyaan chhodo bhool bethe Hindi ka pravaah, bhool bethe ye swadeshi padhhte angreji nikaah, nigaah Meri sabpe par mein Hindi ka saga na daga mein karun khudse dhyan Hindi pe laga..
maana maine Gyan sari bhasha ka jaruri,
aur Dena bhi chahie har EK bhasha ko samman,
Per Maine dekhe yahan aise bhi Hain log,
jo rakhe Hindi piche samjhe khud ko mahan...
Tabhi main Hindi bhashi, raazi, Hindi ka Mai aadi,Dadi Hindi Meri jaise aur pote ko Hindi bhati, sunadi Maine Hindi ki kahaani Jo batadi,neer chhode netra Tere rakt kaano mein bahadi..
Hindi bole jaise lage baate sari khaas,
Hindi bole jaise lage apno ka sath,
Hindi bole jaise lage boli mein hai pyar,
Hindi ka sanrakshak Tera Bhai kalakaar..
bhool Baithe Hindi Ko ye bante bechare,
guru kahne wale aaj sir kyon pukare,
galti hamari na tumhari hai yah sabki,
khud Hi khud se khud ki bhasha ko hai mitare..
Aaina-Swattrex/Shlovij 推荐歌曲
Aaina专辑下载
(2021-09-09)