Arzoo Ki Rahon Mein-Rajesh Roshan
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Arzoo Ki Rahon Mein-Rajesh Roshan 文本歌词
Arzoo Ki Rahon Mein - Udit Narayan/Alka Yagnik
Written by:Rajesh Roshan/Javed Akhtar
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum
Phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon
Apna roop tum laana
Apna pyaar main laaoon
Apna roop tum laana
Chhaon leke main aaoon
Narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum
Phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon
Apna roop tum laana
Chhaon leke main aaoon
Narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Din ko sab hawaaon mein
Ho gulaab ki khushboo
Raat aaye to maheke
Ek khwaab ka jadoo
Haan din ko sab hawaaon
Mein ho gulaab ki khushboo
Raat aaye to maheke
Ek khwaab ka jadoo
Raat leke main aaoon
Aur khwaab tum laana
Raat leke main aaoon
Aur khwaab tum laana
Main hawaayein laaoonga
Aur gulaab tum laana
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Aasmaan zameen apne
Hum naye banaayenge
Hum yakeen vafaaon ka
Marke bhi dilaayenge
Ho aasmaan zameen
Apne hum naye banaayenge
Hum yakeen vafaaon ka
Marke bhi dilaayenge
Aasmaan main laaoon
Aur zameen tum laana
Aasmaan main laaoon
Aur zameen tum laana
Main vafaayein laaoongi
Aur yakeen tum laana
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum
Phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon
Apna roop tum laana
Apna pyaar main laaoon
Apna roop tum laana
Chhaon leke main aaoon
Narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Arzoo Ki Rahon Mein-Rajesh Roshan 推荐歌曲
Karobaar (Hindi Film)专辑下载
(2000-06-17)