Yaaron Aisa Hai-Salim Merchant/Sachin Jigar/Jigar Saraiya
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Yaaron Aisa Hai-Salim Merchant/Sachin Jigar/Jigar Saraiya 文本歌词
Yaaron Aisa Hai - Salim Merchant/Sachin Jigar/Jigar Saraiya
Written by:C.S. Babu/Sameer Anja
Hum kabhi
Hum na haarengey
Hum sabhi
Gum ko maarenge
Aankhon mein sapne hai
Sapnon mein aashayein hai
Aashayein kehti hai
Kaaton mein gul aaye hai
Khilke woh muskaaye hai
Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai
Saath hai mur jana
Hur mushkil se hai
Ab toh tukrana
Jo socha hai woh humko hai pana
Aaye andheron ki duniya se
Hum ujaalon mein
Humne banayi apni jannat
Apne khyaalon se
Ho chaand taaron ko kisi din
Hum yahan le aayengey
Ho dhundhli dhundhli raah mein
Noor ban jayengey
Yaaron aisa hai apna yaraana
Yaraana
Saath hi jeena hai
Saath hai mur jana
Mur jana
Hum toh aise parindey joh
Naa roke apni udaanon ko
Hum toh aise jhuka dengey
Dharti pe aasmaanon ko
Ab toh aagey hi badega
Hur kadam apna
Ho door kitni bhi ho manzil
Ab na hai thakna
Aankhon mein sapne hai
Sapnon mein aashayein hai
Aashayein kehti hai
Kaaton mein gul aaye hai
Khilke woh muskaaye hai
Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai
Saath hai mur jana
Hur mushkil se hai
Ab toh tukrana
Tukrana
Jo socha hai woh humko hai pana
Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai
Saath hai mur jana
Hur mushkil se hai
Ab toh tukrana
Jo socha hai woh humko hai pana