Ishq Wala Love-Salim Merchant/Vishal & Shekhar/Neeti Mohan/Shekhar Ravjiani
语种 : 纯音乐
时长 : 04:17
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Ishq Wala Love-Salim Merchant/Vishal & Shekhar/Neeti Mohan/Shekhar Ravjiani 文本歌词
Ishq Wala Love - Salim Merchant/Vishal & Shekhar/Neeti Mohan/Shekhar Ravjiani
Written by:Anvita Dutt/Shekhar Ravjiani/Vishal Dadlani
Surkh wala sauz wala faiz wala love
Hota hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Meri neend jaise pehli baar tooti hai
Aankhein mal ke dekhi hai maine subah
Hui dhoop zyada leke teri roshni din chadha
Ishq wala love
Jhanke badalon ki jaali ke peechhe se
Kare chandani ye mujhko ittala
Leke noor sara chand mera yahin pe hai chhupa chhupa hua
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Kyon na aise hota
Jo milte tum ho jaate gum saath mere
Hote hote hoga samjhaye hum
Tham jaa aye tham o dil mere
Toota jaata jaata taara jab gira
Zara zyada zyada maangu dil tera
Kabhi zyada zyada maane na dil ye sarphira
Ishq wala love
Bada ye dil nadaan tha par aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo khone ka tha dar tujhe pata nahi kyu zyada hua
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Ishq wala love
Surkh wala sauz wala faiz wala love
Ishq wala love
Hota hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love
Surkh wala sauz wala faiz wala love
Ishq wala love
Hota hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love
Ishq Wala Love-Salim Merchant/Vishal & Shekhar/Neeti Mohan/Shekhar Ravjiani 推荐歌曲
#Love Stories by Vishal & Shekhar专辑下载
(2014-03-04)