Hum Pagal Nahin Hai-Himesh Reshammiya
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Hum Pagal Nahin Hai-Himesh Reshammiya 文本歌词
Hum Pagal Nahin Hai - Himesh Reshammiya (希米肖·雷什米亚)
Written By:Mayur Puri/Himesh Reshammiya
Hum sarphire bigde huve nawaab hain
Padh lo humein hum to khuli kitaab hain
Haddi bhi hum hain aur hum hi qabaab hain
Hum pagal nahin hain bhaiya
Humara dimag kharab hai
Hum pagal nahi hain bhaiya
Humara dimag kharaab hai
Humein dekh ke uthta yahi sawaal hai
Kaala hai daal main ya kaali daal hai
Khote sabhi sikkon ki ye taksaal hai
Hum pagal nahin hai bhaiya
Humara dimag kharab hai
Hum pagal nahi hai bhaiya
Humara dimag kharab hai
Bade badnaam huve bade mash'hoor huve
Apno se door huve door huve door huve
Dil ke murder bhi huve
Bade torture bhi huve
Ghamon se choor huve choor huve choor huve
O bandhu re o bandhu re
O bandhu re tuje mil ke mere ujde chaman mein
Khil gaya gulaab hai
Hum pagal nahin hai bhaiya
Humara dimag kharab hai
Hum pagal nahin hai bhaiya
Humara dimag kharab hai
Osama ya obama hoga vasco da gama
Mujhe kuch yaad nahi yaad nahi yaad nahi
Daali pe phool nahi
Ye meri bhool nahi
Kyari main khaad nahi khaad nahi khaad nahi
O bandhu re o bandhu re
O bandhu re yahaan reh ke
Mera bhi ho gaya dimag ye kharab hai
Hum pagal nahi hai bhaiya
Humara dimag kharab hai
Hum pagal nahi hai bhaiya
Humara dimag kharab hai
Hum sarphire bigde huve nawaab hain
Padh lo humein hum to khuli kitaab hain
Haddi bhi hum hain aur hum hi qabaab hain
Hum pagal nahin hain bhaiya
Humala dimag khalab hai
Hum pagal nahi hain bhaiya
Humala dimag khalab hai
Hum Pagal Nahin Hai-Himesh Reshammiya 推荐歌曲
Humshakals (Original Motion Picture Soundtrack)专辑下载
(2014-05-26)