Kisi Roz Milo-Rahat Fateh Ali Khan/Shweta Pandit/Shreya Ghoshal
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Kisi Roz Milo-Rahat Fateh Ali Khan/Shweta Pandit/Shreya Ghoshal 文本歌词
Kisi Roz Milo - Rahat Fateh Ali Khan/Shweta Pandit/Shreya Ghoshal
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay
Sun to loo meri jaan
Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay
Sun to loo meri jaan
Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay
Tum ko dekhay huway
Beetay kitnay zamanay
Abb banao gay tum
Aur kitnay bahanay
Is aag mein sanam jalo tum bhi kabhi
Kyun is mein jalain hum hi
Iss aag mein sanam jalo tum bhi kabhi
Keon ismein jalay ham hee
Tum nay hey seekha
Hamein hi terrpana
Is baichain dil ko satana
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay
Sun to loo meri jaan
Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay
Tanha kat ti nahin
Bheigi sawan ki ratein
Raat bhar hum karain
Chand taroon say batain
Kabhi aao tumhain qasam mausam ki
Jalti huwi si rim jhim ki
Kabhi aao tumhain qasam mausam ki
Jalti huwi si rim jhim ki
Jaan ko jalayay
Sama yeh suhana
Yaad aata hai guzra zamana
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay
Sun to loo meri jaan
Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay
Abb to puray karo
Woh mohabbat kay waday
Kachay dhagay hi thay
Kya tumharay iraday
In rahoon mein wafa ki chalo tum bhi kabhi
Kyun tanha chalain hum hi
In rahoon mein wafa ki chalo tum bhi kabhi
Kyun tanha chalain hum hi
Tum ko hai aata
Wafain thukrana
Hum to aata hai mar kay nibhana
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay
Sun to loo meri jaan
Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay
Sun to loo meri jaan
Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay
Kisi rooz milo
Hum mein shaam dhalay