Hai Kali Kali Ke Lab Par-Wahab Khan
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Hai Kali Kali Ke Lab Par-Wahab Khan 文本歌词
Hai Kali Kali Ke Lab Par - Wahab Khan
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana
Mere gulsitaan ka sab kuchh
Teraa sirf muskurana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana
Mere gulsitaan kaa sab kuchh
Teraa sirf muskurana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana
Ye khule khule se gesu
Uthe jaise badliyaan si
Ye jhuki jhuki nigaahen
Gire jaise bijliyaan si
Tere naachte kadam mein hai
Bahaar ka khazaana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn kaa fasaana
Mere gulsitaan kaa sab kuchh
Tera sirf muskurana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana
Tera jhoomna machalna
Jaise zar badal badal ke
Mera dil dhadak raha hai
Tu lachak sambhal sambhalke
Kahin ruk na jaaye zaalim
Is mod par zamaana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana
Mere gulsitaan ka sab kuchh
Tera sirf muskuraana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana