Hamara Dil Savere Ka-Nina Mehta/Rajendra Mehta
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Hamara Dil Savere Ka-Nina Mehta/Rajendra Mehta 文本歌词
Hamara Dil Savere Ka - Nina Mehta/Rajendra Mehta
Written by:Rajendra Mehta
Hamara dil savere ka
Sunehra jaam ho jaaye
Hamara dil savere ka
Sunehra jaam ho jaaye
Charago ki tarah aankhe jale
Jab shaam ho jaaye
Hamara dil savere ka
Sunehra jaam ho jaaye
Mujhe maalum hain uska
Thikana phir kahan hoga
Mujhe maalum hain uska
Thikana phir kahan hoga
Parinda aasmaan chhune mein
Jab nakaam ho jaaye
Parinda aasmaan chhune mein
Jab nakaam ho jaaye
Charago ki tarah aankhe jale
Jab shaam ho jaaye
Hamara dil savere ka
Sunehra jaam ho jaaye
Samandar ke safar mein
Iss tarah hum ko sadaye de
Samandar ke safar mein
Iss tarah hum ko sadaye de
Hawae tezz ho aur
Kashtio mein shaam ho jaaye
Hawae tezz ho aur
Kashtio mein shaam ho jaaye
Charago ki tarah aankhe jale
Jab shaam ho jaaye
Hamara dil savere ka
Sunehra jaam ho jaaye
Ujaale apni yaadon ke
Hamare saath rehane do
Ujaale apni yaadon ke
Hamare saath rehane do
Na jaane kis gali mein
Zindagi ki shaam ho jaaye
Na jaane kis gali mein
Zindagi ki shaam ho jaaye
Charago ki tarah aankhe jale
Jab shaam ho jaaye
Hamara dil savere ka
Sunehra jaam ho jaaye
Hamara dil savere ka
Sunehra jaam ho jaaye
Hamara Dil Savere Ka-Nina Mehta/Rajendra Mehta 推荐歌曲
The Best Of Nina & Rajendra Mehta Vol. 3专辑下载
(2009-08-11)